Raah Mein Unse Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Raah Mein Unse Song Lyrics is a track from Tips Official Hindi Album -2026, Starring Akkshith Sukhija and Sanchi Rai. This song was sung by Dev Negi and Deeksha Toor. Music was composed by Chirantan Bhatt and lyrics work penned by Manoj Yadav.
Music : …………………..
Male : Ishq kasam ishq nahi tha karna
Kisi pe kabhi humko nahi tha marna
Male : Dil kahin kho jaayena
Kisi ka ye ho jaayena
Jaan kahin le le na yahi dar tha
Male : Raah mein unse mulaakat ho gayi
Raah mein unse mulaakat ho gayi
Jisse darte the wohi baat ho gayi
Male : Hahahaha hahaaaa…..
Male : Jhoom kar dil tera
Seene mein rakh liya
Saanson mein dil se uska
Sajda kiya
Female : Yun hi the bewajah
Keemti bangaye
Teri mohabbat ne woh
Rutwadiya
Male : Galti ye humse laajawab ho gayi
Galti ye humse laajawab ho gayi
Female : Jisse darte the wohi baat ho gayi
Both : Hahahaha hahaaaa…..
Music : ………………….
Male : Dil kahin kho jaayena
Kisi ka ye ho jaayena
Jaan kahin le le na yahi dar tha
Female : Raah mein unse mulaakat ho gayi
Male : Raah mein unse mulaakat ho gayi
Female : Jisse darte the wohi baat ho gayi
Both : Hahahaha hahaaaa…..
Music : ………………….