LYRIC

Singer : Raj Barman

Music by : Rajat Ghosh

Lyrics by : Rajat Ghosh

Male : Sau baar dil ye qabool hai
Teri marzi kya hai bata de
Khud ko main tujhpe saunp doon
Zara arziyan to bata de

Male : Sau baar dil ye qabool hai
Teri marzi kya hai bata de
Khud ko main tujhpe saunp doon
Zara arziyan to bata de

Male : Meri nazar tere liye
Aayina banne ko pada hai
Kuch to baat hoga zaroor
Jo dil belagaam hua hai

Male : Hoo sau baar dil ye qabool hai
Teri marzi kya hai bata de
Khud ko main tujhpe saunp doon
Zara arziyan to bata de

Male : Khaamosh sa kyu baithi hai tu
Jab tujhe bhi pyar hai
Had se zyada maana hai tujhko
Kya uska ehsaas hai

Male : Khaamosh sa kyu baithi hai tu
Jab tujhe bhi pyar hai
Had se zyada maana hai tujhko
Kya uska ehsaas hai

Male : Meri nazar tere liye
Aayina banne ko pada hai
Kuchh toh baat hoga zaroor
Jo dil belagaam hua hai

Male : Ho sau baar dil ye qabool hai
Teri marzi kya hai bata de
Khud ko main tujhpe saunp doon
Zara arziyan to bata de

Humming : ………………..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT