LYRIC

Singer : Ankona Mukherjee

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Sambhal nahin paaye ab tak
Hum dard se tumhare
Dil mein ab bhi
Zinda ho tum hamare – (Dialogue)

Female : Tere naam ki odhe chunariya piya
Ab duriyan yeh
Sahi jaye naa piya
Sahi jaye naa
Sahi jaye naa piya
Sahi jaye naa

Female : Tere bina ab toh
Jiya jaye naa piya
Jiya jaye naa
Jiya jaye na piya
Jiya jaye naa

Female : Tere naam ki odhe chunariya piya
Ab duriyan yeh
Sahi jaye naa piyaa
Sahi jaye naa
Sahi jaye naa piyaa
Sahi jaye naa

Female : Barkha bahaar aayi
Par intezaar laayi
Dil mein mere

Female : Hai teri yaadon ka
Guldasta aankhon mein
Dil mein mere

Female : Tu aaja aur na tarsa tu
Mujhpe barsa tu
Ishq apna ishq apna
Ishq apna ishq apna

Female : Tere naam ki odhe chunariya piya
Ab duriyan ye
Sahi jaye naa piyaa
Sahi jaye naa
Sahi jaye naa piyaa
Sahi jaye naa

Female : Fursat ke lamhon ko
Jeena hai raat aur din
Tere sang piya

Female : Chahat ke lamhon ko
Peena hai raat aur din
Tere sang piya

Female : Tu aaja badi betabiyan hai
Badi bechainiyan hai
Saanson mein meri saanson mein meri
Saanson mein meri saanson mein meri

Female : Tere naam ki odhe chunariya piya
Ab duriyan ye
Sahi jaye naa piyaa
Sahi jaye naa
Sahi jaye naa piyaa
Sahi jaye naa


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT