Pehli Barish Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Pehli Barish Song Lyrics is a track from Yasser Desai Hindi Album -2026, Starring Yasser Desai and Sanchi Rai. This song was sung by Yasser Desai and Pushpita Misra. Music was composed by Yasser Desai and Zain Desai and lyrics work penned by Yasser Desai.

 

 

Music : …………….

 

Male : Pyar hua mujhe pyar hua
Pehli aakhari baar hua
Pyar hua mujhe pyar hua
Pehli aakhiri baar hua
Dil aise kabhi dhadka hi nahi
Aaj se ye tera ho gaya

 

Male : Tu pehli pehli baarish sa yaad aane laga
Pehli baarish sa chaa gaya
Tu pehli pehli baarish sa yaad aane laga
Pehli baarish sa chaa gaya

 

Music : ……………….

 

Female : Maine khuda se jo pyar manga
Mujhko wo tujh mein mil gaya
Murjhaye phoolon sa tha dil mera
Phir aane se tere khil gaya

 

Female : Ab rehna hai mujhe saath tere umr bhar
Lo kehte ho jo kaha na kabhi
Ho gaya hai mujhe tumse pyar

 

Female : Tu pehli pehli baarish sa yaad aane laga
Pehli baarish sa chaa gaya
Tu pehli pehli baarish sa yaad aane laga
Pehli baarish sa chaa gaya

 

Music : …………….

Song Details

Official Video

Share this song: