LYRIC

Singer : Rabbani Mustafa Khan

Music by : Harpriet Singh Vig

Male : Sazda karungi jee mar ladungi

Jaanu na ye bhi kya ro padungi
Peer meri piya jaane na
Peer meri piya jaane na

Male : Teri banu tujhe apna bana loon
Kadmo mein tere khud ko bichha doon
Peer meri piya jaane na

Male : Naino mein jo saavan bhar aaya
Peer mera piya ban aaya
Male : Ae ri sakhi mangal gaao ri
Dharati ambar sajao ri
Utaregi pee ki savaari

Male : Ae ri koyi kaajal lao ri
Mohe kaala tika lagao ri
Unki chhab se dikhun mein to pyari

Chorus : Jok puravo mangal gaavo
Aaj mere piya ghar aavenge
Aaj mere piya ghar aavenge

Male : Man ki kahoon aaj kuch na chhupaun
Naino se baandhun piya
Gholu mein khud ko yoon rujh mein mila doon
Khud ko bhula doon piya

Male : Palakon mein rakh loon
Jiya mein chhupa loon
Aaj piya tohe to se chura loon
Peer meri piya jaane na

Male : Rootha saavan laut kar aaya
Aaya mera piya ghar aaya

Male : Ae ri koee kaajal lao ri
Mohe kaala tika lagao ri
Unki chhab se dikhun mein to pyari

Male : Ae ri sakhi mangal gao ri
Dharati ambar sajao ri
Utaregi pee ki savaari


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT