O Maayi Ri Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
O Maayi Ri Song Lyrics is a track from The Kerala Story 2 Goes Beyond Hindi Film -2026, Starring Ulka Gupta, Aishwarya Ojha, Aditi Bhatia and Others. This song was sung by Shreya Ghoshal. Music was composed by Mannan Shaah and lyrics work penned by Manoj Muntashir.
Female : Hey maa mujhe bhar le tu aanchal mein
Hey maa mere sapne bah gaye kajal mein
Hey maa mujhe bhar le tu aanchal mein
Hey maa mere sapne bah gaye kajal mein
Female : Kitani raatein gai neend aayi nahi
Loriya to suna meri maa
Itana sannata hai dil ye dar jata hai
Tu hi kuch gunguna meri maa
Female : O maayi ri o maayi ri
Mein gale mil ke ro bhi na paayi
Teri ungali mujhse chutti
To kahan zindagi leke aayi
Female : Hey maa mujhe bhar le tu aanchal mein
Hey maa mere sapne bah gaye kajal mein
Female : Jahan aasara pa jaye dukh dard mera
O maayi itani jagah to hogi aanchal mein tere
Dasne lage hai saai chodna akela maayi
Aaja kahi se tu roro ke bethi tujhko bulaye
Female : Hey maa mujhe bhar le tu aanchal mein
Hey maa mere sapne bah gaye kajal mein
Tera kahna sun leti to
Aaj khushiya na hoti parayi
Teri ungali mujhse chutati
To kahan zindagi leke aayi
Female : O maayi ri ……..ho oooo maayi ri
Hindi lyrics are not available for this song yet.