LYRIC

Singer : Mohammad Faiz

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Aa gale lag jao mere yaar
Tumhara hi intezar hai
Dil ko behad tumse pyaar hai (Dialogue)

Male : Tere bin din mera gujarata nahi
Hai nasha tera aisa jo utarta nahi
Hai nasha tera aisa jo utarta nahi
Tere bin din mera gujarata nahi
Hai nasha tera aisa jo utarta nahi

Male : Teri ishq deewana
Kyun mujhe din ren karein
Teri har ada kyun
Mujhko itna kyun bechain karein

Male : 100 bottlo ka nasha
Teri in aakhon mein hai
Shehad se bhi meetha zehar
Teri in baton mein hai

Male : Tu na ho toh ye dil sambhalta nahi
Hai nasha tera aisa jo utarta nahi
Hai nasha tera aisa jo utarta nahi

Male : Meri saari gustakhiyan
Tere liye hi hai bas
Meri saari man-marjiyan
Tere aage hai bebash

Male : Ab to hai rabb se dua
Tu rahe meri sada
Khwabon mein bhi naa ho yaar
Tu kabhi mujhse juda

Male : Yaado ka silsila rukta hi nahi
Hai nasha tera aisa jo utarta nahi
Hai nasha tera aisa jo utarta nahi


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT