LYRIC

Singers : Mohd Irffan and Vipin Patwa

Music by :  Vipin Patwa

Male : Uljhi si ek dor hai koi
Khamoshi mein shor hai koi
Kisko ye batlaye
Kya dil puchhe ab mera

Male : Uljhi si ek dor hai koi
Khamoshi mein shor hai koi
Kisko ye batlaye
Kya dil puchhe ab mera

Male : Palkhone se zarne
Kyun phut-te hai
Naino ke pokhar
Kyun sukhte hai

Male : Ashqo mein sapne
Beh jaate hai kyun
Waade adhure
Reh jaate hai kyun

Male : Kyun hota hai
Ehsaas khone ka
Kyun hota hai
Main jaanu na

Male : Kyun hota hai
Gham kisi ke khone ka
Kyun hota hai
Main jaanu na

Male : Saanse begaani ho gayi hai
Dhadkan parai si lage

Male : Saari fizaao mein yahaan ghul
Koi ruswaai si lage

Male : Khwaabon ke moti
Kyun tut-te hai
Khushiyon ke mausam
Kyun ruthate hai

Male : Bin bole naina
Keh jaate hai kyun
Alfaaz hothon pe
Reh jaate hai kyun

Male : Kyun hota hai ehsaas khone ka
Kyun hota hai main jaanu na
Kyun hota hai
Gham kisi ke khone ka
Kyun hota hai main jaanu na

Male : Uljhi si ek dor hai koi
Khamoshi mein shor hai koi
Kisko ye batlaye
Kya dil puchhe ab mera

Male : Uljhi si ek dor hai koi
Khamoshi mein shor hai koi
Kisko ye batlaye
Kya dil puchhe ab mera….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT