LYRIC

Singer : Hariharan

Music by : Imran Khan

Lyrics by : Imran Khan

Male : Naina kamaal tore naina kamaal
Naina kamaal tore naina kamaal

Male : Kabhi pooche sawal kabhi de yeh jawab
Kabhi pooche sawal kabhi de yeh jawab

Male : In naino ka jaadu ab tak koi na samjha
Naina kamaal tore naina kamaal
Naina kamaal tore naina kamaal

Humming : …………….

Male : Jhoot kahan bolte hain sach yeh batate hain
Naina tho dil ka chehra dikhate hain
Haaa…aaa..aa..aa
Jhoot kahan bolte hain sach yeh batate hain
Naina tho dil ka chehra dikhate hain…

Male : In mein haya hai in mein masoomiyat
Dil ko lubhane ki kabiliyat
Aisa vaar kiya aisa zakhn diya
Aisa vaar kiya aisa zakhn diya

Male : In naino ne ghayal yaar hum ko kar diya
Naina kamaal tore naina kamaal
Naina kamaal tore naina kamaal

Male : Kabhi pooche sawal kabhi de yeh jawab
Kabhi pooche sawal kabhi de yeh jawab

Male : In naino ka jaadu ab tak koi na samjha
Naina kamaal tore naina kamaal
Naina kamaal tore naina kamaal

Male : Nainaa kamaal
Tore naina kamaal
Nainaa…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT