LYRIC

Singer : Raj Barman

Music by : Vivek Kar

Lyrics by : Rakesh Kumar

Male : Ishq hi kiya tha maine tujhse
Kya gunaah kar diya
Milna sakenge phir hum
Toone kyun juda kar diya

Male : Ek baar na toone socha
Tere baad kya mera hoga
Uss rabb se kuchh toh dar na

Male : Jo toone kiya mere saath
Kisi aur ke saath
Na karna..

Male : Mujhko toh kiya barbaad
Kisi aur ko tu
Na karna..

Male : Jo toone kiya mere saath
Kisi aur ke saath
Na karna

Male : Chhode toone
Jab haath mere
Rote rahe
Jazzbaat mere

Male : Galtiyan
Kya maine ki hai
Bewajah
Saza mujhe toone di hai

Male : Maaf maine ki
Khamiyan teri
Toone na dekhi
Khubiyan meri

Male : Jeete ji pad gaya marna
Jo toone kiya mere saath
Kisi aur ke saath
Na karna..

Male : Mujhko toh kiya barbaad
Kisi aur ko tu
Na karna

Male : Jo toone kiya mere saath
Kisi aur ke saath
Na karna..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT