LYRIC

Singer : Jigar Thakor

Music by : Dhaval Kapadiya

Lyrics by : Harjeet Panesar

Male : Style mera south wale hero ke jaisa

Male : Aisa kya

Male : Are chashma pehanta main rajnikant jaisa

Male : Chal chal nikal le band kar apni bhankas

Male : Are style mera south wale hero ke jaisa
Chashma pehanta main rajnikant jaisa
Buri nazar wale tera muh kaala
Muhpe lagale tala main jhukega nai sala

Male : Abe yeda samjha kya
Muhpe lagale tala main jhukega nai sala
Are baccha nahi hai main
Baap hai tera.. baap bole to appa…

Male : Style mera south wale hero ke jaisa
Chashma pehanta main rajnikant jaisa

Male : Power kisi ka main sehta nahi
Fokat mein ungli main karta nahi
Are power kisi ka main sehta nahi
Fokat mein ungli main karta nahi

Male : Lallu panju se kabhi darta nahi
Jo main dikhta hoon waisa nahi
Are main bohot alag hai re baba

Male : Are thoda tedha hoon par hoon main dilwala
Heroine acchi lagti hai madhubala

Male : Kya re shrivalli se direct madhubala
Yeda banke peda khaa raha hai kya

Male : Muhpe lagale tala main jhukega nai sala
Muhpe lagale tala main jhukega nai sala

Male : Abe sun
Style mera south wale hero ke jaisa
Chashma pehanta main rajnikant jaisa

Male : Bahut shana hai saala

Male : Galti se mujse ulajhna nahi
Aede challe kabhi karna nahi
Are galti se mujse ulajhna nahi
Aede challe kabhi karna nahi

Male : Ekbaar bolun woh karta hoon main
Kisi ke baap se naa darta hoon main

Male : Kya re idhar ka don hai tu

Male : Patli gali se nikal le o laala
Panga mat lena bhari padega sala

Male : Marega sala…

Male : Muhpe lagale tala main jhukega nai sala
Muhpe lagale tala main jhukega nai sala

Male : Abe sun
Style mera south wale hero ke jaisa
Chashma pehanta main rajnikant jaisa

Male : Are bas re bahot ho gaya tera
Kab se mach mach kar rela hai

Male : Abe chup main rukega nahi sala
Muhpe lagale tala main jhukega nai sala

Male : Sala chikut yeh nahi sudhrega….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT