LYRIC

Singers : Javed Ali and Richa Sharma

Music by : A. R. Rahman

Lyrics by : Manoj Muntashir

Female : Kiye ratan nichhawar maayi ri
Maine moti kiye hai daan
Praan diye jo piya mile to
Abhi tajoon main praan
Abhi tajoon main praan

Female : Oo ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya re

Female : Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya re!

Male : Meri jaan tu meri saans tu
Mere dil ki hai aawaz tu
Hai duaaon sa meri paas tu
Meri jaan tu meri saas tu

Male : Ye roshni ye barishein
Har aur hai jo raunaqeen
Ye roshni ye barishein
Ye nematein ye daulatein

Female : Oh sab laya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya re

Female : Kitni muradein mangi
Tab paya mera mirza
Mann bhaya mera mirza
Ghar aaya re

Male : Dill ki dargahon ka tu
Tu hi to murshid hai re
Sun le duaa o saaiyaan

Male : Teri fakiri main hi
Meri ameeri hai re
O sajna jaane aa

Female : Man bhaaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya re

Female : Man bhaaya mera mirza
Both : Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya re

Both : Kitni muradein mangi
Tab paya mera mirza
Ghar aaya mera mirza aa

Female : Meri jaan tu meri saas tu
Mere dil ki hai aawaz tu
Jo chhupaun main hain woh raaz tu
Mera kalma tu hain namaz tu

Female : Hain duao sa meri paas tu
Meri jaan tu meri saas tu
Jahan bant rahi thi niyamatein
Usi jaadui se bazar me

Both : Koi motiyon pe nisaar tha
Koi chaand ka kharidar tha
Main fana hui teri aag me
Bade shauk se mere bhaag me
Likhwaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza

Both : Ye pani pani palkein
Muskaanein dar dar baante
Sadiyon ki jaagi aankhein
Needon ko chaadar baatein
Dar kya dopaharon me
Hai saaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza

Male : Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza

Male : Ghar aaya mera mirza…….
Female : Mera mirza……..
Ghar aaya mera mirza
Ghar aaya mera mirza


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT