LYRIC

Singer : Neelanjana Ray

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Tu hi hai mera pagalpan
Tu hi hai mere
Dil ka diwanapan (Dialogue)

Female : Mere piyaa ki fitratt beimaan hai
Aaj mausam bhi bada shaitan hai
Dheere dheere uthte dil mein tufaan hain
Thode seheme thode machle armaan hain

Female : Ab tu hi bata hum kya karein
Itni bechaini dil ye kaise sahe
Itni bechaini dil ye kaise sahe

Female : Mere piyaa ki fitratt beimaan hai
Aaj mausam bhi bada shaitan hai
Dheere dheere uthte dil mein tufaan hain
Thode seheme thode machle armaan hain

Female : Ab tu hi bata hum kya karein
Itni bechaini dil ye kaise sahe
Itni bechaini dil ye kaise sahe

Female : Piya ki har ek ada
Mujhko lage badi rumani
Magar ye pyaar ki rasmein
Mushkil hai nibhani

Female : Mere piya ki jurrat sare aam hai
Aaj mausam bhi bada shaitan hai
Dheere dheere uthte dil mein tufaan hain
Thode seheme thode machle armaan hain

Female : Ab tu hi bata hum kya karein
Itni bechaini dil ye kaise sahe
Itni bechaini dil ye kaise sahe

Female : Piya mera sabse pyara
Uske jaisa koi nahin yaara
Magar piya ka gussa bBhi
Kasam se bada karara

Female : Mere piya ka mizaz badnaam hai
Aaj mausam bhi bada shaitan hai
Dheere dheere uthte dil mein tufaan hain
Thode seheme thode machle armaan hain

Female : Ab tu hi bata hum kya karein
Itni bechaini dil ye kaise sahe
Itni bechaini dil ye kaise sahe


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT