Mera Tuta Sapna Pyara Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Mera Tuta Sapna Pyara Song Lyrics is a track from Azadi Ke Baad Hindi Film-1951, Starring Ashit Baran, Mira Misra, Tandon, Parbati, Miss Pearl, Kalpana , Faiz, Sharif Dehlvi, Dr. Rose, Puttan, Pannalal Bose and Others. This song was sung by K. P. Sen. Music was composed by K. P. Sen and lyrics work penned by M. Razi Banarsi.

Female : Mera tuta sapna pyara
Mera tuta sapna pyara
Jivan ke sukh dukh lute..heyy
Jivan ke sukh dukh lute
Koi nahi sahara
Mera tuta sapna pyara
Music : ……………….
Female : Sulag rahii hai meri duniya
Banch rahi hu banch rahi hu
Likha kisi ka
Aag lagi hai sukh jalte hai
Hriday bana angara
Mera tuta sapna pyara
Music : …………………
Female : Dharti par hai aag barsati
Ujad gayi ujad gayi
Is man ki basti
Dharti par hai aag barsati
Ujad gayi is man ki basti
Chamka tha jo ek ek din mein
Dub gaya wo tara
Mera tuta sapna pyara

Music : ……………………..
Female : Bhul gaye wo khel purana
Tut gaya wo tut gaya wo
Sapna suhana
Gum hai mera jivan sathi
Wakt nahi hamara
Mera tuta sapna pyara
Mera tuta sapna pyara

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Azadi Ke Baad