LYRIC

Singer : Arijit Singh

Music by : Niladri Kumar

Lyrics by : Irshad Kamil

Male : Mera huya mehram tera gham
Mera huya mehram tera gham
Poora huya mujhme jo tha kam

Male : Yeh hosla yeh roshni
Ye hai karam
Meri taraf laya tere
Ye do kadam

Male : Aankhon main hai joh kaapta
Aansu nahi hai raasta
Tujhse hai jo jaakar juda
Manzil huya ya marham

Male : Jita rahe humdum tera gham
Poora huya mujhme jo tha kam

Male : Wada wafa ka hai koyi
Ya hai kasam
Hoga yeh kam na ab kabhi
Hoga khatam

Male : Mera huya mehram tera gham
Poora huya mujhme jo tha kam….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT