LYRIC

Singer : Krishnakumar Kunnath

Music by : Pritam Chakraborty

Male : Mat aazma re
Phir se bula re
Apna bana le
Hoon beqaraar

Male : Tujhko hi chaha
Dil hai ye karta
Aa betahasa
Tujhse hi pyaar

Male : Hasratein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Khwaishein baar baar
Baar baar yaar ki karo

Male : Chahatein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar
Baar baar yaar ki karo

Male : Hum zaar zaar rote hain
Khud se khafa bhi hote hain
Hum ye pehle kyun na samjhe
Tum fakht mere

Male : Dil ka qaraar khote hain
Kahaan chain se bhi sote hain
Humne dil me kyun
Bichhaaye shaq ye gehre

Male : Hasratein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Khwaishein baar baar
Baar baar yaar ki karo

Male : Chahatein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar
Baar baar yaar ki karo

Male : Tere hi khwaab dekhna
Teri hi raah taakna
Tere hi vaaste hi hai
Meri har wafa

Male : Teri hi baat sochna
Teri hi yaad odhna
Tere hi vaaste hai
Meri har duaa

Male : Tera hi saath maangna
Teri hi baah thaamna
Mujhe jaana nahi
Kahin tere bina

Male : Tu mujhse phir na roothna
Kabhi kahin na chhootna
Mera koi nahi
Yahaan tere siva

Male : Hasratein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Khwaishein baar baar
Baar baar yaar ki karo

Male : Chahatein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar
Baar baar yaar ki karo..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT