LYRIC

Singers : Shreya Ghoshal and Udit Narayan

Music by : Vidyasagar

Male : Mein ne hawa ke
pParon pe likha hai
Dewaane dil ka fasaana
Tu ne padha ke
Nahin jaane jaana
Milke mujhe bathlaana

Male : Phoolon mein taaron mein
Saare nazaaron mein
Aankhon ne dekha hai
Chehra tera

Male : Mein ne hawa ke
Paron pe likha hai
Deewaane dil ka fasaana
Tu ne padha ke
Nahin jaane jaana
Milke mujhe bathlaana

Male : Maine khayalon ka jahaan basaaya
Raathon ko khwabon mein tujhe chupaaya
Mann ke galicho mein tujhe sajaaya
Jaane tu jaane na

Female : Yaadon ki maine tasveer banaayi
Tujhse kahin na har baath chupaayi
Sehthi rahi chup chap judaai
Maane tu maane na

Male : Tere hi chaap ki
Khili khili khili hai chandini
Tere shabaad ki
Saji saji saji hai ragini
Kya karoon kya karoon
Jeene na deti hai teri ada

Female : Mein ne hawa ke
Paron pe likha hai
Dewaane dil ka fasaana
Tu ne padha ke
Nahin jaane jaana
Milke mujhe bathlaana

Female : Ithni haseen kayenath hogi
Jazbaaton ki barsaat hogi
Socha nahin tha mulakaat hogi
Mein to jaane jaan

Male : Masti mein dooba hai
Shama sharaabi
Hone laga aalam gulabi
Aye na chein kahin zara bhi
Behke mere armaan

Female : Raha kareeb bhi
Zara zara zara sa phaasla
Na toota tooteke
Zara zara zara sa silsila
Aagaye paas hum
Saanson mein mehki hai teri wafa

Male : Mein ne hawa ke
Paron pe likha hai
Dewaane dil ka fasaana

Female : Tu ne padha ke
Nahin jaane jaana
Milke mujhe bathlaana

Male : Phoolon mein taaron mein

Female : Saare nazaaron mein

Both : Aankhon ne dekha hai chehra tera


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT