LYRIC

Music By : Anand Milind

Singers : Vinod Rathod, Poornima

Male : Maine paidal se jaa raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Maine paidal se jaa raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Kiya ting ting ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya ting ting ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na

Male : Maine cycle se jaa raha tha
Unhe tamtam se aa rahi thi
Kiya tan tan ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya tan tan ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na

Female : Kya bolta hai re tu
Maine motor se jaa rahi tha
Unhe auto se aa raha tha
Haan maine motor se jaa rahi tha
Unhe auto se aa raha tha
Kiya pom pom ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya pom pom ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na

Female : Maine plane se jaa rahi tha
Unhe motor se aa raha tha
Kiya pampam ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya pampam ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na

Chorus : Ooi hoo hoo

Male : Do gaane degi ye chhedkhaani
Ruzwa hui sadkon pe jawaani
Meri jawaani
Female : Buddhu kare mujhse aana paani
Kyon ne padhe is dil ke kahaani
Meri kahaani

Male : Maine galiyon se jaa raha tha
Unhe khidki mein khadi thi
Maine galiyon se jaa raha tha
Unhe khidki mein khadi thi
Kiya tin tin se ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya tin tin se ishaara
Mujhe badnaam kiya na

Female : Raste mein pakde galiyon mein roke
Peechhu padha hai ye haath dhoke
Haan haath dhoke
Male : Aashiq bana main deewana hoke
Dena mohabbat mein mujhko dhokhe
Haan mujhko dhokhe

Female : Maine shopping ko jaa rahi tha
Unhe saira se aa raha tha
Haan maine motor se jaa rahi tha
Unhe saira se aa raha tha
Mera haathon ko jo pakda
Mujhe badnaam kiya na
Mera haathon ko jo pakda
Mujhe badnaam kiya na

Male : Maine paidal se jaa raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Maine paidal se jaa raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Kiya ting ting ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya ting ting ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na

Female : Maine motor se jaa rahi tha
Unhe auto se aa raha tha
Haan maine motor se jaa rahi tha
Unhe auto se aa raha tha
Kiya pom pom ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya pom pom ka ishaara
Mujhe badnaam kiya na.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT