LYRIC

Singer : Shafqat Amanat Ali

Music by : Sajid–Wajid

Male : Na sajna na bhej mujhe
Main nai jaana pardes
Na sajna na bhej mujhe
Main nahi jana pardes

Male : Leja jis angna sajna
Maan loon apna des ve
Main nai jana khedeyan de naal
Main nai jana khedeyan de naal
Main nai jana khedeyan de naal

Male : Sar se chunar ko kheench ke tune
Kar diya ambar sara
Chhod ke kaise saaya sajna ab jaaun main tera

Chorus : Na bhej na sajna mujhko
Main nai jaana nai jaana
Nai jaana main nai jaana
Main nai jaana
Main nahi jaana khedeyan de naal
Ve nai main jaana khedeyan de naal
Nai main jaana khedeyan de naal

Male : O nai jaana nai jaana ve
Sajna main chhad tenu nai jaana
Main nai jaana nai jaana ve
Sajna main chhad tenu nai jaana
Nai jaana nai jaana main
Sajna ve chhad tenu nai jaana
Nai jaana nai jaana main sajna..

Male : Kaandhe tere chhat ab meri
Baahein teri meri chaaon
Ib naa koi hor thikana
Dil hai tera gaaon

Chorus : Na bhej na sajna mujhko
Main nai jaana nai jaana
Nai jaana main nai jaana
Main nai jaana
Main nai jaana khaireyan de naal
Ve nai main jaana khereyan de naal
Ve nai main jaana khedeyan de naal

Chorus : O nai jaana nai jaana ve
Sajna main chhad tenu nai jaana
Main nai jaana nai jaana ve
Sajna main chhad tenu nai jaana
Nai jaana nai jaana main
Sajna ve chhad tenu nai jaana
Nai jaana nai jaana main sajna…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT