LYRIC

Singers : Aishwarya Majmudar and Mika Singh

Music by : Subhash Ghai

Male : Ho..
Here we go..

Female : Tu mushtanda..
Tu mushtanda tu sexy
Tu chalti phirti taxi
Idhar nigaahein
Udhar nishana
Na rukne wali taxi

Male : Main beparwah mushtanda hun
Kaali kartooto ka fanda hun
Pariyon ke beech mein sutte kheench ke

Male : Daaru ke nashe mein nanga hun
Main beparwah mushtanda hun ahha..

Male : Mere mann mein corruption (ahaan)
Mere tann mein seduction (o ho)
Sab ko iski hai tension
Par apni ye intention
Shot lagaao dhuaan udaao
Bagal mein rakho marie
Arey bhaad mein jaaye harry

Female : Tu mushtanda
Tu hai gunda
Par munda hai tu sexy
Tu chalti phirti taxi

Male : Yeah.. legal vegal nahi aata
Karta hoon jo man ko bhaata
Apne mann mein sab kuch
Illeagal bhi hai legal
Ishq karun ya mushq karun
Arey tanne kya

Male : Arey lust karun ya love karun
Abey tanne kya
Baawli booch
Cheat karun ya rob karun
Abey tanne kya
Moral ya immoral
Arey tanne kya..

Male : Chak de fatte beta
Main sabse bada abhineta
Arey bhaad mein jaaye neta

Female : Tu mushtanda
Tu hai gunda
Par munda hai tu sexy
Tu chalti phirti taxi

Male : Main beparwah main beparwah
Main beparwah mushtanda hoon
Kaali kartooto ka fanda hoon
Pariyon ke beech mein
Sutte kheench ke
Daaru ke nashe mein nanga hoon

Male : Bada badmash main banda hoon
Bambay ka raja main ganda hoon
Khel ka kutta purana hoon
Main tabhi toh ab tak zinda hoon

Female : Tere man mein corruption ahaan)
Tere tann mein seduction (o ho)

Male : Mere man mein corruption
Mere tan mein seduction
Main mushtanda
Main hoon gunda
Par munda hoon main sexy
Na rukne waali taxi


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT