LYRIC

Music By : Himesh Reshammiya, Anand Raj Anand

Singers : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan

Female : Mast mast mast mast

Female : Main mast kudi tu bhi mast mast munda hai
Mast mast
Main mast kudi tu bhi mast mast munda hai

Main bhi haseen tu bhi zabardast munda hai

Female : Tujhse nazar ladi khushbu si udi
Toone chhua to roop ki masti chhalak padi
Male : Aye meri phuljhadi ruk ja tu ik ghadi
Yeh dil phisal gaya mera chikni hai tu badi

Female : Baatein na bana.. hoye hoye ho ho hoye..
Baatein bana raha hai bada chust munda hai
Baatein bana raha hai bada chust munda hai
Main bhi haseen tu bhi zabardast munda hai
Main mast kudi tu bhi mast mast munda hai
Main mast kudi tu bhi mast mast munda hai

Female : Aah aah
Mast mast mast mast
Aah aah

Male : Yeh husn ka dariya chhalka hua nasha
Main tujh pe fida ho gaya hothon se tu pila
Female : Kya khoob jamegi donon ki yeh jodi
Male : Kya khoob jamegi donon ki yeh jodi
Chahat ke faisle mein abhi der hai thodi
Female : Dil chheen liya
Dil chheen liya toone bada sakht munda hai

Main bhi haseen, tu bhi haseen
Main bhi haseen tu bhi zabardast munda hai
Main mast kudi tu bhi mast mast munda hai
Main mast kudi tu bhi mast mast munda hai

Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT