Main Hoon Woh Dharti Maa Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

 

 

Female : Main hoon woh dharti maa
Tune jispar di hai pani jaan
Aaja aaja meri baahon mein

 

Female : Tujhko main apna loon
Seene se main lifta loon
Aaja meri anant yaadon mein

 

Female : Jangal ke aaj mein
Maut ke raag mein
Ek pal bhi kabhi
Tera sar naa jhuka
Garv chehre pe tha
Maa ke pehre pe tha
Ladle ladle shukriya

 

Female : Ab so bhi jaa
Meri god mein
Meri chhaon mein
Sun jo kehti hai maa

 

Female : Haan so bhi jaa
Ki hai tu hai jagta
Tu hi toh hai basa
Dhakanon mein dilon mein yahan

 

Female : Main hoon woh dharti maa
Tune jispar di hai pani jaan
Aaja aaja meri baahon mein

 

Female : Tujhko main apna loon
Seene se main lifta loon
Aaja meri anant yaadon mein

Song Details

Official Video

Share this song: