LYRIC

Singer : Pawandeep Rajan

Music by : Anand-Milind

Lyrics by : Sameer Anjaan

Male : Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Male : Main kuch bhi ho sakta hu
Par mein bewafa nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Male : Main kuch bhi ho sakta hu
Par mein bewafa nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Male : Ja sach hai meri jaane jaana
Tujhko khabar nahi
Meri aaho ka jaane kyun
Tujhpe asar nahi

Male : Mere dil ke toote tukdo pe bhi
Teri nazar nahi
Jo kuch bhi hua hai usme meri
Koi khata nahi

Male : Main kuch bhi ho sakta hu
Par mein bewafa nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi…

Male : Ek baar to mil ke samjhado
Kiss baat se tuje gila
Kis julm ka tune mujhko diya hai
Itana bura sila

Male : Mujhe batlaane ka koi mauka
Mujhko nahi mila
Kisi gair ko bhi koi deta nahi hai
Itani badi saza

Male : Main kuch bhi ho sakta hu
Par mein bewafa nahi
Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi

Male : Tu mere baare mein kya soche
Mujhko pata nahi
Mujhko pata nahi
Mujhko pata nahi.


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT