Lal Dupatta Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Lal Dupatta Song Lyrics is a track from Mujhse Shaadi Karogi Hindi Film – 2004, Starring Salman Khan, Akshay Kumar and Priyanka Chopra. This song was sung Alka Yagnik and Udit Narayan. Music was composed by Sajid Ali and Wajid Ali and lyrics work penned by Jalees Sherwani.
Female : Laal dupatta..
Laal dupatta ud gaya re bairi
Hawa ke jhonke se..
Laal dupatta ud gaya re bairi
Hawa ke jhonke se
Female : Mujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Manaake mujhe dil dega wo
Magar meri jaan lega wo
Manaake mujhe dil dega wo
Magar meri jaan lega wo..
Male : Laal dupatta..
Arre laal dupatta ud gaya re terauditHawa ke jhonke se..
Male : Laal dupatta ud gaya re tera
Hawa ke jhonke se..
Tujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Manaake tujhe dil dega wo
Magar apni jaan dega wo
Male : Manaake tujhe dil dega wo
Magar apni jaan dega wo..
Female : Oh oh ohh.. ohh.. oh oh oh oh..
Male : Hey hey hey hey.. la la laa.. la laa..
Female : Laakh chhupaaye baithi thi main
Apne chaand se chehre ko
Ek pal mein hi tod diya
Bairan hawa ne pehre ko
Male : Ho tere chehre ka jaana kuch
Aisa jaadu chhaa gaya
Mere chaand ko dekhkar
Chaand bhi sharma gaya
Female : Mujhe sharm si aaye
Chorus : Haaye taubaa..
Female : O mera dil ghabraaye
Chorus : Haaye taubaa..
Male : Arre aa baahon mein chook na jaaye
Aise mauke se..
Tujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Male : Manaake tujhe dil dega wo
Magar apni jaan dega wo
Female : Manaake mujhe dil dega wo
Magar meri jaan lega wo
Chorus : Aaa.. aa.. aa… aa.. aa.. aa.. aa…
Male : Haai.. maheka maheka yeh sama
Kehne laga aa pyaar kar
Mere sone yaar tu
Dilbar se ikraar kar
Female : Ho.. tere pyaar ki khushboo meri
Saanson mein sama gayi
Le sajna sab chhod main tere
Peechhe peechhe aa gayi
Male : Tujhe pyaar ho gaya..
Chorus : Haaye tauba
Male : Ikraar ho gaya
Chorus : Haaye tauba
Female : Arre ab to roke na rukun main
Kisi ke roke se
Mujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Female : Manaake mujhe dil dega wo..
Magar meri jaan lega wo
Male : Manaake tujhe dil dega wo..
Magar apni jaan dega wo
Female : Laal dupatta ud gaya re bairi
Hawa ke jhonke se..
Male : Hoye.. laal dupatta ud gaya re tera
Hawa ke jhonke se..
Male : Tujhko piya ne dekh liya
Haai re dhoke se
Female : Manaake mujhe dil dega wo
Magar meri jaan lega wo
Male : Manaake tujhe dil dega wo
Magar apni jaan dega wo
Chorus : Aaaa…………
Hindi lyrics are not available for this song yet.