Kunwar Saa Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Kunwar Saa Song Lyrics is a track from Wadhwa Productions Hindi Album -2026, Starring Isha Malviya and Shiv Panditt. This song was sung by Afsana Khan. Music was composed by Erickk and lyrics work penned by Kaartoos.
Music : ……………….
Female : Andheri raaton ki mulaaqaat ko
Kabhi dil ka anjaam do
O rani-rani kehna aapka
Kabhi rani sa mukaam do
Female : Banna tha pagal jitna humein
Hum ban chuke hain
Haan ji ban chuke hain
Female : Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa kunwar sa
Music : ……………….
Female : Aankhon ki havas se jismon ke gher tak
Pyaar bhi bazaaru bana diya hai
Aankhon ki havas se jismon ke gher tak
Pyaar bhi bazaaru bana diya hai
Female : Ginti kahan thi humse toote dilon ki
Dil apna hi choor kara liya hai
Aapke jhoothe-moothe pyaar-vyaar se
Hum haar chuke hain
Haan ji haar chuke hain
Female : Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa kunwar sa
Female : Baatein kisi ke sang raatein kisi ke sang
Aashiq ki yeh toh riwaayat nahi hai
Nocha humari rooh ko kharocha hai
Mohabbat hai teri tawaif nahi hai
Female : Jo pagal bana de anjaam-e-mohabbat se
Dar chuke hain haan ji dar chuke hain
Haan ji dar chuke hain
Female : Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa kunwar sa
Female : Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Jataya karo ji jataya karo ji
Female : Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Kunwar sa ab haq na jataya karo ji
Thaare hisse ke hum mar chuke hain
Kunwar sa kunwar sa