Kuch Khaas Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Kuch Khaas Song Lyrics is a track from Fashion Hindi Film – 2008, Starring Priyanka Chopra, Kangana Ranaut, Mugdha Godse, Arjan Bajwa, Samir Soni and Arbaaz Khan. This song was sung Mohit Chauhan and Neha Bhasin. Music was composed by Salim – Sulaiman and lyrics work penned by Irfan Siddiqui.
Male : Kuch khaas hai
Kuch paas hai
Kuch ajnabi ehsaas hai
Kuch duriyan nazdikiyan
Kuch hass padi tanhaiyaan
Kya yeh khumaar hai kya aitbaar hai
Shayad yeh pyaar hai
Haan hai shayad
Kya yeh bahar hai kya intezaar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad..
Female : Kuch khaas hai
Kuch paas hai
Kuch ajnabi ehsaas hai
Kuch duriyan, nazdikiyan
Kuch hass padi tanhaiyaan
Kya yeh khumaar hai kya aitbaar hai
Shayad yeh pyaar hai
Haan hai shayad
Kya yeh bahar hai kya intezaar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad.
Male : Kuch saaz hai jaage se jo the soye
Alfaaz hai, chup se nashe mein khoye
Female : Nazrein hi samjhe yeh guftagu saari
Koi arzoo ne hai angdayi li pyaari
Male : Kya yeh khumaar hai kya aitbaar hai
Shayad yeh pyaar hai
Haan hai shayad
Female : Naa inkaar hai naa iqraar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad…
Male : Kehna hi kya mera dhakal naa koi
Dil ko dikha dil ki shakal ka koi
Female : Dil se thi meri ek shart yeh aisi
Lage jeet si mujhko yeh haar hai kaisi
Male : Bukhaar hai kyu beqraar hai
Female : Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad
Male : Jadoo sawar hai, naa ifteaar hai
Shayad yeh pyaar hai
Pyaar hai shayad
Pyaar hai shayad..
Female : Ooo..
Kuch khaas hai
Kuch paas hai
Kuch ajnabi ehsaas hai
Male : Haii..
Ra ra re…na na na
Ra ra ra ra..
Na re na..
Pyaar hai shayad
Pyaar hai shayad
Yahi..
Hindi lyrics are not available for this song yet.