LYRIC

Singer : Suraj Jagan

Music by : Shantanu Moitra

Male : Futpaatho pe jo sota tha
Akhbaaro me abb chhapta hai
Kal tak jo criminal tha
Abb tv pe bikta hai

Male : Girgit hai ye woh gutter
Rang yun badalta hai

Male : Jaa kuch bhi ho sakta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai

Male : Jo sapna tune dekha
Woh sabne hi hai dekha
Aisa kya kiya hai
Saale tune hi naya

Male : Jo fitrat hai naa teri
Woh maashuka hai teri
Uske peeche tu gaya
Tto kya bura kiya

Male : Khaa li jo maat
Dikhi aaukat
Ye bhi haalaat
Badlenge be..

Male : Jaa kuch bhi ho sakta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai

Male : Dooje ki thaali me
Zyada hi dikhta hai
Fokat ki daaru pe
Gham zyada chalakta hai

Male : Chhipkali ki tarah
Regta sarakta hai

Male : Jaa kuch bhi ho sakta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai
Jaa kuch bhi ho sakta hai


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT