LYRIC

Singer : Farhad

Music by : Joy – Anjan

Male : Sach ka gala ghoth ke
Jhooth ne saazish rach di hai
Gunehgaar jinda hai
Aab jurm ne bhi hadd kar di hai

Male : Jab koi nahi mahfooz ho
Insaaf se mahroom ho
Tab dil ko kahin na kahin lagta hai
Khuda maujood hai

Male : Yada yada hi dharmasya
Glanir bhavati bharata
Abhyutthanam adharmasya
Tadatmanam srjamy aham

Male : Hairat jada manzar hai
Har haath mein khanjar hai
Oo nazre sabhi katil hai
Apradh ka samandar hai

Male : Paritranaya sadhunam
Vinasaya ca duskrtam
Dharma-samsthapanarthaya
Sambhavami yuge yuge

Male : Lahoo kisi ka toh khaulega
Insaaf koi daudega
Khuda maujood hai.


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT