Khoya Khoya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Khoya Khoya Song Lyrics is a track from Hero Hindi Film – 2015, Starring Sooraj Pancholi, Athiya Shetty and Aditya Pancholi. This song was sung by Mohit Chauhan and Priya Panchal. Music was composed by Sachin Jigar and lyrics work penned by Niranjan Iyengar.

 

 

Male : Teri aahaton mein jee lunga
Teri chaahto mein jee lunga
Jo paa ke bhi na pa sakun
Teri dhadkano mein jee lunga

 

Female : Phir har ghadi ye dil tera kyon dekhe mujhe
Ke do jahaan ko pa liya ho

 

Male : Paa ke tujhe
MainĀ Khoya khoya, mann khoya khoya
Jab paya tujhe main khoya khoya
Ho khoya khoya, dil khoya khoya
Jab paya tujhe main khoya khoya

 

Male : Ho ishq hai darmiyan
Phir kyun hain duriyan
Na chhu sakun main, na mud sakun
Tujhme kaheen hoon main
Phir bhi nahi hoon main
Na main rukun, na chal sakun

 

Female : Aur ab chalein kahi door jahaan
Baaho ke nashe mein ho choor jahaan
Male : Khoya khoya, mann khoya khoya
Jab paya tujhe main khoya khoya
Ho khoya khoya, dil khoya khoya
Jab paya tujhe main khoya khoya

 

Male : Khoya khoya, khoya khoya..
Khoya khoya, khoya khoya..

 

Male : Aakhon se teri aakhein milaoon
Apni hi nazro se chupta hoon main
Chaahat mein teri jadoo ye kaisa
Banta bhi hoon aur mit ta hoon main

 

Female : Agar main mit bhi jaaun sath-sath chalna mujhe
Ke do jahaan ko pa liya ho

 

Male : Paa ke tujhe
Main khoya khoya, mann khoya khoya
Jab paya tujhe main khoya khoya
Ho khoya khoya, dil khoya khoya
Jab paya tujhe main khoya khoya

 

Song Details

Official Video

Share this song: