LYRIC

Singer : Mohit Chauhan

Music by : Debojyoti Mishra

Male : Khali khali hai neend sapno se khali hai
Kali kali hai subha bhi sali kali hai
Kali kali hai neend sapno se kali hai
Kali kali hai subha bhi saali kali hai

Male : Kante hi kante har kis watt
Chilne lagi hai har ik karwat
Kante hi kante har kis watt
Chilne lagi hai
Rothi bhi lagti hui raat jaise rudali hai
Khali khali hai ……….

Male : Aaiyna jo dekha waqt ka
Tu meri shakal ka koi aur tha
Main dar gaya khud se dar gaya
Ke mujh ko tha pata main mar gaya

Male : Saanso ka indhan yu jal raha hai
Dil ka ye purja bas chal raha hai
Aapne hi kandhe pe khud lash aapni utha li hai
Khali khali hai ………..

Male : Zindagi ke dhoke mein mujhe mili thi jo kabhi
Wo maut thi…wo lamha jo samjha ji gaya
Wo har lamhe kit hi bas khud khushi
Wo waqt bhi aab to maar chukka hai
Wo mujh mein ho k gujar chukka hai
To saath aapne hi uski chitha bhi jala li hai

Male : Khali khali hai..neend sapno se kali kali
Kali kali hai subha bhi sali kali hai
Kali kali hai neend sapno se kali kali
Kali kali hai subha bhi sali kali hai…….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT