LYRIC

Singers : Pawandeep Rajan and Arunita Kanjilal

Music by : Salim-Sulaiman

Lyrics by : Shraddha Pandit

Male : Hmmm mmm haa aaa haa

Female : Dil main joh chupa hain
Aankhon se bayaan kar do
Male : Aankhon se bayaan kar do
Female : Haan aaj saari baatein
Khul ke zara keh do
Male : Aankhon se bayaan kar do

Female : Ishq ne aise thama hai jaise
Khamoshiyon ko mili zubaan
Haan dil main joh chupa hai
Aankhon se bayaan kar do

Male : Haan maine toh kab se
Apna banaya hain tumhein
Palko ke saaye
Dil main basaya tumhein..hunn

Both : Haan dil main joh chupa hain
Aankhon se bayaan kar do
Haan aaj saari baatein
Khul ke zara keh do

Female : Teri tassalli ke liye
Waade wafa ke humne kiye
Lekin khuda yeh dega gawahi
Ke bin tere ik pal na jiye…

Male : Maine bhi rabb se manga
Duaaon mein tumhein tumhein
Haan aashiqui mein
Jeena sikhaya hai humein haan

Both : Dil main joh chupa hain
Aankhon se bayaan kar do
Haan aaj saari baatein
Khul ke zara keh do

Female : Ishq ne aise thama hain jaise
Khamoshiyon ko mili zubaan..haan
Both : Dil main joh chupa hai
Aankhon se bayaan kar do
Haan aaj saari baatein
Khul ke zara kehe do…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT