LYRIC

Singers : Jubin Nautiyal and Piyush Mehroliyaa

Music by : Meet Bros

Lyrics by : Kumaar

Dialogue : ……………………….

Male : Roz raat takiye pe
Aansuon ki baarish hai
Dhadkane nahi dil mein
Gham ki rehaish hai

Male : Roz raat takiye pe
Aansuon ki baarish hai
Dhadkane nahi dil mein
Gham ki rehaish hai

Male : Ishq ho barabar ka
Bas yehi thi chahat
Ek taraf bechaini kyun
Ek taraf hai raahatein…

Male : Tu soye main taare gina

Male : Kachiyaan kachiyaan

Male & Chorus : Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina

Male & Chorus : Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina

Male : Kachiyaan kachiyaan

Male : Mere labon pe to
Bas hain shikayatein
Milti nahi hain
Kyun dard mein riyayatein

Male : Hmm mere labon pe to
Bas hain shikayatein
Milti nahi hain
Kyun dard mein riyayatein…

Male : Ye toota dil toote
Khwabon ke silsile
Aur kuch nahi hain
Yeh teri inayatein

Male : Patjhad yahan wahan pe
Gulaabon ke mausam hain
Dhadkanein wahan zyada
Saansein yahan kam hain

Male : Tu soye main taare gina
Kachiyaan kachiyaan

Male & Chorus : Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina

Male & Chorus : Kachiyaan kachiyaan
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina

Male : Main tere nazdeek
Tu mujhse door hai
Sochta hai dil
Koyi baat to zaroor hai

Male : Main tere nazdeek
Tu mujhse door hai
Sochta hai dil
Koyi baat to zaroor hai

Male : Marzi hai teri
In faaslon mein aakhir
Itna bata kya
Yeh ishq-e-dastoor hai

Male : Main udaas baitha hoon
Tu khushi ki baahon mein
Manzilon pe tu hai
Main reh gaya hoon raahon mein

Male : Tu soye main taare gina
Kachiyaan kachiyaan

Male & Chorus : Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Kachiyaan kachiyaan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina

Male : Kachiyaan kachiyaan….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT