Kaari Akhiyaan Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Kaari Akhiyaan Song Lyrics is a track from RDC Melodies Hindi Album -2026, Starring Tanya Sharma and Zaan Khan. This song was sung by Kishore Mondal, Krish Mondal and Toofan Singh Gill. Music was composed by Salamat Ali Siddique, lyrics work penned by Piyush Parag and Toofan Singh Gill.
Male : Haan yeh chaand sitaare tum pe hi haare
Tera hi hona maine tu jo kare ishaare
Tere khwaab sajoon saari saari ratiyaan
Males : Meri jaan hi le jaayein teri kaari akhiyaan
Meri jaan hi le jaayein teri kaari akhiyaan
Mujhe apna banaayein teri pyaari batiyaan
Haye meri jaan hi le jaayein
Male : Teri kaari akhiyaan
Male : Tu toh lage bakamaal hai naayaab maahiya
Tu meri rab se duaaon ka hisaab maahiya
Males : Koi tujhsa hua na beet gayiin sadiyaan
Meri jaan hi le jaayein teri kaari akhiyaan
Meri jaan hi le jaayein teri kaari akhiyaan
Mujhe apna banaayein teri pyaari batiyaan
Male : Haye meri jaan hi le jaayein teri kaari akhiyaan
Male : Khwabon mein khwabon mein aayein nazar tu
Nazaron se bachke ab jaayein kidhar tu
Raah mein behta hoon dil waali kehta hoon
Baat batau meri jaan-e-jigar tu
Male : Teri sakhiyaan shaitaan
Teri akhiyaan shaitaan
Tere nakhre soniye
Maangte meri jaan
Male : O din ki dophar ki shaam ki raat ki
Mere honthon pe hai tera hi naam
Ram re ram ram re ram
Ishq mein padhgaya hoon main haye ram
Ram re ram ram re ram
Ishq mein padhgaya hoon main haye ram
Male : Aye hye teri cutie beauty ka kya hi kehna
Tere bina ek pal bhi ab nahi rehna
Male : Tujhe paake hi jaana maine kya hai khushiyaan
Males : Meri jaan hi le jaayein teri kaari akhiyaan
Meri jaan hi le jaayein teri kaari akhiyaan
Mujhe apna banaayein teri pyaari batiyaan
Meri jaan hi le jaayein teri kaari akhiyaan
Hindi lyrics are not available for this song yet.