LYRIC

Singers : Jaspreet Jasz, Rachita Arora and Nivedita Padmanabhan

Music by : Rachita Arora

Female : Langor section churan ki pudiya si
Katran ki utran ki rangeen gudiyan si
Ho asal mein ghosale mein
Honge hazaron hai ammi ki nani ki
Chahun main chhaiyan si bharle udan galat
Patli uljhan hai kya
Sare sale

Male : Na dikhane wala yahin kahin
Jo dikhta hai woh kahin nahin
Khidki bhitar darwaje shor ki koi awaaze hi
Hai
Seh rahe hai jo taba wahin hai
Jaan bachi to sans nahi hai
Aana jaana sab nakli hai
Kuuchh bhi yaha yakin nahi hai

Male : Tu bhi judgemental hai kya
Judgemental hai kya
Judgemental hai kya
Judgemental hai kya
Judgemental hai kya

Female : Thal lie akad ke chal diye
Paao ragad ke chal die
Lakdi ummido ki puchh pakad ke chal lie

Male : Asliyat ke naam kami hai
Asliyat ke daam kahin hai
Tere liye subaha jo hai
Mere liye woh shyaam wahhi hai
Main alag hoon tu alag hai
Alag hona kyun galat hai
Khwab ka rasta kam sharaf hai
Yun chala phir kyun taff hai

Male : Tu bhi judgemental hai kya
Judge judge..judgemental hai kya
Judgemental hai kya
Judgemental hai kya
Judgemental hai kya…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT