LYRIC

Singer : Ram Shankar

Music by : Ram Shankar

Male : Kisi ke dil mein khwaahishen
Kisi ke dil mein hasraten

Male : Kisi ke dil mein khwaahishen
Kisi ke dil mein hasraten
Kisike dil mein jigyasa
Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa

Chorus : Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa

Male : Kisi ke dil mein khwaahishen
Kisi ke dil mein hasraten
Kisike dil mein jigyasa
Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa

Chorus : Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa

Male : Koi bhuka jawani ka
Koi aashiq hain shauhrat ka

Chorus : Koi bhuka jawani ka
Koi aashiq hain shauhrat ka

Male : Mohabbat koi karta hain
Deewana koi daulat ka

Chorus : Deewana koi daulat ka

Male : Koi bhuka jawani ka koi
Aashiq hain shauhrat ka
Mohabbat koi karta hain
Deewana koi daulat ka

Male : Har ke chahata hain dilasa
Sabhi ke mann mein jigyasa
Sabhi ke mann mein jigyasa
Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa

Chorus : Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa

Male : Jise kehte hain izzat
Woh toh har kone mein bikti

Chorus : Har kone mein bikti

Male : Zara socho hamari
Zindagi yeh kitni sasti hain

Chorus : Zindagi yeh kitni sasti hain

Male : Jise kehte hain izzat
Woh toh har kone mein bikti hai
Zara socho hamari zindagi
Yeh kitni sasti hain

Male : Nache jaise koi rakasa
Sabhi ke dil mein jigyasa
Kisi ke dil mein khwaahishen
Kisi ke dil mein hasraten
Kisike dil mein jigyasa
Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa

Chorus : Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa
Yaha har shaks hain pyasa

Male : Jigyasa.. jigayasa..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT