Jee Le Zara Song Lyrics – Madhuri – End is Beginning
Lyrics in Hinglish
Singer : Salman Ali
Music by : Rahul Bhatt
Lyrics by : Jamil Ahmed
Male : Ghar ka aangan pyara bachpan
Dhoondh rahi hoon woh beeta kal
Woh beeta kal
Male : Khushiyon ka pal maa ka aanchal
Dhoondh rahi hoon woh beeta kal
Woh beeta kal
Male : Tere sapno mein khoyi
Ankh meri hai royi
Tere sapno mein khoyi
Ankh meri hai royi
Male : Rahun main chaahe jahan
Paas bas tere nishan
Harsu mujhko dikhe
Teri hi parchaayi
Male : Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Male : Nanhi si aankhon mein
Laakhon taare
Jhilmil jhilmil jagmaga le
Aasman pe jaake apna
Aashiyana tu banale
Male : Apne hosalon se
Rukh tu faak badal
Khud ka suraj ugaa
Andheron se tu nikal
Male : Tere jazbon ki aaj
Baja de tu shehnayi
Male : Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Male : Zidd hai junoon hai
Kuch karna hai
Jo bhi ho muskil
Aage badhna hai
Male : Raah mein kaatein
Lakh biche ho
Ab to peeche
Na hatna hai
Male : Teri takdeer ki tu
Lakeerein khud hi bana
Lad ke haalaton se
Haar ko jeet bana
Male : Tere sang sang hai aaj
Saari hi khudayi
Male : Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Maa teri yaad aayi
Male : Duniya ke taano se
Kyun ghabaraye
Aage badh teri manzil
Tujhko pukare
Male : Likh apni tu ek dastaan
Bhar apni tu unchi udaan
Befikar jee le zara
Befikar jee le zara
Jee le zara.. jee le zara
Hindi lyrics are not available for this song yet.