Jalwa E Jaanaan Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Jalwa E Jaanaan Song Lyrics is a track from Warner Music India Hindi Album-2026, Starring NA. This song was sung by Jyoti Nooran. Music was composed by Anurag Saikia and lyrics work penned by Shakeel Azmi.
Female : Mujh mein hai khaak teri rooh teri husn tera
Tu juda ho ke bhi rehta hai kahan mujhse juda
Main nahi dekhun toh aaina tera jalwa nazar
Main nahi tere bina tu bhi nahi mere bina
Female : Tera surur hai mujhmein tera gurur hai mujhmein
Tera ishq hai mujhmein tera hi noor hai mujhmein
Tujhe paun bhi main nahi paun bhi main
Tu hi paas hai mujhmein tu hi tu hai mujhmein
Female : Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan
Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan
Aana jiya mein aana aana jiya mein aana
Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan
Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan
Female : Hawa mein phool mein mausam mein kaliyon ki mehak mein tu
Kiran mein chand mein suraj mein taaron ki chamak mein tu
Nigah-e-auliya mein tu khayal-e-aashiqa mein tu
Safar mein humsafar mein rehguzar mein karwan mein tu
Female : Kesar mein tu dhani mein tu har rang ke paani mein tu
Toofan mein paani mein tu fitrat mein tu hi tu
Kurbat mein tu hi tu hijrat mein tu hi tu
Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan
Jalwa e jaanaan
Female : Teri zaat hai mujhmein sifaat hai mujhmein
Jo baat hai tujhmein woh baat hai mujhmein
Aaina hai tu mera aaina hai tu mera
Azhar bhi tu hi tu dilbar bhi tu hi tu rehbar bhi tu hi tu
Female : Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan
Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan
Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan
Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan
Jalwa e jaanaan jalwa e jaanaan