Jai Hind Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Main Ram Song Lyrics is a track from Udta Teer Hindi Film-2026, Starring Ayushmann Khurrana, Sara Ali Khan and Others. This song was sung by Shivam Mahadevan and Sumonto Mukherjee. Music was composed by Sachin-Jigar and Siddharth Mahadevan and lyrics work penned by Amitabh Bhattacharya.
Music : ……………………
Male : Hai vatan to hain hum
Itni si apni kahaani
Haan tabhi shaan se hum
Kehlaate hain hindostaani
Male : Hai vatan to hain hum
Itni si apni kahaani
Haan tabhi shaan se hum
Kehlaate hain hindostaani
Male : Chaaron dishaon nein jab
Goonjen apni sadaayen
Dharti bhi thartharaaye
Bekhauf ho ke khul ke
Ik sur mein saare milke
Aawaazen hum lagaayen
Male : Jai hind jai hind
Jai hind hind gaayen
Jai hind jai hind
Jai hind hind gaayen
Male and Chorus : Jai hind jai hind
Jai hind hind gaayen
Jai hind jai hind
Jai hind jai hind
Jai hind hind gaayen
Music : ………………….
Male : O meri hasti hi kya
Teri khaatir jo isko
Mita na sakoon na sakoon
Zindagi hai ye kis kaam ki
Kaam tere jo
Aa na sakoon na sakoon
Male : Tu ne jitna diya hai
Tu ne jitna diya hai
Zaroorat se zyaada
Mujhe de diya de diya
Mujhpe laanat hai
Aadha bhi uska agar main
Chuka na sakoon na sakoon
Male : Teri hifaazat karne
Qatra qatra lahoo ka
Bin poochhe hum bahaayen
Bekhauf ho ke khul ke
Ik sur mein saare milke
Aawaazen hum lagaayen
Male : Jai hind jai hind
Jai hind hind gaayen
Jai hind jai hind
Jai hind hind gaayen
Male : Jai hind jai hind
Jai hind jai hind
Jai hind hind gaayen