Jaayen To Jaayen Kahan Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Singers: Manoj Mishra

Music by : Dharam Sandeep

Male : Jaaye to jaaye kahan
Jaaye to jaaye kahan
Samjhega koun yahaan
Hum bhooton ki dukhi dastan
Jaaye to jaaye kahan
Jaaye to jaaye kahaan

Male : Progress ke naam
Pe ye kya ho raha
Haye progress ke naam
Pe ye kya ho raha

Male : Bulldozar ghar
Sab toad raha
Shopping mall
Aur multiplex
Jamghat dam
Ko ghont raha

Male : Gourment ji suniye
Dil ki zuban
Jaayein to jaaye kahan
Jaaye to jaaye kahan

Male : Koi nahin hai sath humare
Koi nahin hai sath humare
Bhoot ban gaye
Hain sab bechaare
Vote ka hakk na paas hamare

Male : Neta bhi hamko dutkaaren
Gourment ji suniye dil ki zuban
Jaaye to jaaye kahan
Jaaye to jaaye kahan

Male : Jaayein kahaan jaaye kahaan
Jaaye kahan jaayein kahan
Jaaye kahan

Song Details

Share this song: