LYRIC

Singer : Vineet Sharma

Music by : Vineet Sharma

Lyrics by : Vineet Sharma

Male : Jaane de na aapni bahon se
Jaane de na gahari saanson se
Jaane de na inn khayalon se
Jaane de na uljhe sawalon se

Male : Main simat na pau
Main sambhal na pau
Main simat na jau
Main sambhal na pau

Male : Teri bahoon mein inn khayalon mein
Teri saanson mein uljhe sawalon mein
Inn nigahon mein teri wafaon mein
Teri bahon mein teri khwabon mein
Teri balahon mein

Male : Main jo rukh gai to phir palat na pau
Dil ki kashm kash mein main to fasti jau
Main jo rukh gai to phir palat na pau
Dil ki kashm kash mein main to fasti jau

Male : Jaane de na inn nigahon se
Jaane de na inn balaon se
Jaane de na aapni bahon se
Jaane de na gahari saanson se
Jaane de na…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT