LYRIC

Music By : Adnan Sami

Singers : Udit Narayan, Anuradha Paudwal

Male : Aa ke bharlo bazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri jaa rahi sanam
Jaan meri jaa rahi sanam

Male : Aa ke bharlo bazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri jaa rahi sanam
Hoo jaan meri jaa rahi sanam

Female : Aa ki bharlo bazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri jaa rahi sanam
Jaan meri jaa rahi sanam

Male : Kya mohabbat hai
Kya nazaara hai
Kal talak ye dil tha mera
Ab tumhara hai

Female : Kya tamanna hai
Kya ishara hai
Hamne to pal pal tadap ke
Pal guzaara hai
Ho hamne to pal pal tadap ke
Pal guzaara hai

Male : Dekho dekho na
Ab karo na mujhpe yu sitam
Jaan meri jaa rahi sanam
Hoo jaan meri jaa rahi sanam

Female : Aa ki bharlo bazuon mein
Tumko hai kasam
Jaan meri jaa rahi sanam
Jaan meri jaa rahi sanam

Female : Kya ladakpan hai
Kya jawaani hai
Ab tumhare naam
Saari zindagani hai

Male : Kya haqeeqat hai
Kya kahaani hai
Saamne mere mere
Sapno ki rani hai
Hoo saamne mere
Mere sapno ki rani hai

Female : Ab saha na
Ab saha na jaaye mujhse
Doori ka ye gham
Jaan meri jaa rahi sanam
Hoo jaan meri jaa rahi sanam

Male : Aa ki bharlo bazuon mein
Tumko hai kasam
Female : Jaan meri jaa rahi sanam
Male : Jaan meri jaa rahi sanam
Male & Female : Jaan meri jaa rahi sanam.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT