LYRIC

Singers : Mithoon, Vishal Mishra and Asees Kaur

Music by : Mithoon

Male : Ehsaas ki jo zuban ban gaye
Ehsaas ki jo zuban ban gaye
Dil mein mere mehmaan ban gaye

Male : Aap ki tareef mein kya kahein
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye

Male : Aap hi rab aap imaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye

Female : Kismat se humein aap humdum mil gaye
Jaise ki dua ko alfaz mil gaye
Socha jo nahi woh hasil ho gaya
Chahun aur kya ki khuda de ab mujhe

Male : Rab se mila ek ayan ban gaye
Khwaabon ka mere mukam ban gaye

Female : Aap ki tareef mein kya kahein
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye

Male : Aap hi rab aap imaan ban gaye

Female : Aap hamari jaan ban gaye

Male : Deen hai ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Harz ruwai meri farz dawai meri
Ishq hua mujhko

Male : Deen hai ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Harz ruwai meri farz dawai meri
Ishq hua mujhko

Male : Jaan ban gaye…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT