LYRIC

Singers : Alka Yagnik and Udit Narayan

Music by : Nadeem-Shravan

Female : Ja sajna tujhko bhula diya
Ja sajna tujhko bhula diya
Vada kiya hasane ka mujhko rula diya
Ja sajna tujhko bhula diya
Ja sajna tujhko bhula diya
Todke sari kasmo ko tune daga diya
Ja sajna tujhko bhula diya
Ja ja sajna tujhko bhula diya

Female : Patthar hai tera dil dil nahi
Is pyar ke tu kabil nahi
Teri rago me behti jafa
Tu kya karega mujhse vafa
Mujhko diye he tune voh gham
Bhulongi na mai tere sitam
Kya hai teri hakikat ye tune bata diya
Ja sajna tujhko bhula diya
Ja sajna tujhko bhula diya
Vada kiya hasane ka mujhko rula diya
Ja sajna tujhko bhula diya
Ja ja re ja sajna tujhko bhula diya

Chorus : …………………….

Male : Hmm kaisi halat hai meri aa tujhe mai batau
Kya kahani hai meri aa tujhe mai sunau
Kaisi halat hai meri aa tujhe mai batau
Kya kahani hai meri aa tujhe mai sunau
Aa aa aa

Male : Sab ki nazar me ye pyar tha
Mai raste ki diwar tha
Kisne yaha pe ki hai khata
Kisko mili hai uski saza
Sach kya hai ye jab janegi tu
Meri vafa ko manegi tu
Maine teri nafrat ko dil se laga liya

Female : Ja sajna tujhko bhula diya
Ja ja re ja sajna tujhko bhula diya
Vada kiya hasane ka mujhko
Vada kiya hasane ka mujhko rula diya
Ja sajna tujhko bhula diya
Ja ja sajna tujhko bhula diya
Ja ja re ja sajna tujhko bhula diya
Ja sajna tujhko bhula diya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT