LYRIC

Singers : Amit Mishra and Aditi Singh Sharma

Music by : Lijo George – DJ Chetas

Female : {Fursatein hain jo hain abhi
Hongi na yeh phir kabhie
Uchhaal do hawaaon mein
Khwahishein hain jo hain dabi } (2)

Male : Naachein gaayein chillayein
Hum saath mein
Keh rahi hai yeh khamoshiyaan…
Aww…

Male : Itna sannata kyun hai
Itna sannata kyun hai

Male : Kyun hai
Haan kyun hai
Kyun hai
Itna sannata kyun hai
Itna sannata kyun hai

Male : Bol kyun hai
Kyun hai
mm itna sannata kyun hai
Kyun hai kyun hai
Kyun hai…

Male : Shor bhi zaroori hai
Shararatein bhi hain laazmi
Hangaame naa kiye to phir
Zindagi yeh kis kaam ki…

Male : Ho goonje zoron se
Apni ye dhadkanein
Yehi kehta hai dil yeh mera
Aww…

Male : Itna sannata kyun hai
Kyun hai
Haan kyun hai
Kyun hai
Itna sannata kyun hai
Bol kyun hai
Kyun hai

Female : {Fursatein hain jo hain abhi
Hongi na yeh phir kabhie
Uchhaal do hawaaon mein
Khwahishein hain jo hain dabi } (2)

Male : Naachein gaayein chillayein
Hum saath mein
Keh rahi hai yeh khamoshiyaan…
Aww…

Male : Ae ae ae… kyun hai

Male : Kyun hai
Haan kyun hai
Kyun hai
Itna sannata kyun hai
Bol kyun hai
Kyun hai

Male : Itna sannata kyun hai…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT