Ishq Shava Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ishq Shava Song Lyrics is a track from Jab Tak Hai Jaan Hindi Film – 2012, Starring Shah Rukh Khan, Katrina Kaif and Anushka Sharma. This song was sung by Raghav Mathur and Shilpa Rao. Music was composed by A. R. Rahman and lyrics work penned by Gulzar.
Male : Ishq shava, mushq shava
Khushamdeed e MarhabaRaghav Mathur
Female : Ishq shava.. haay
mushq shava.. haay
Khushamdeed.. haay e marhaba
Male : Mila mila mila mila aankh mila
Laga laga laga laga aag laga
Zara zara zara zara paas toh aa
Khushamdeed e marhaba
Female : Ishq shava.. mushq shava..
Ishq shava.. haay
mushq shava.. haay
Khushamdeed.. haay e marhaba
Male : Hey! say what?
Par pa po.. Par pa po..
Ho ho hey..
Female : Shauq hai shauq sulagne ka
Saans me saans uljha toh zara
Male : Aaj ki raatein kiski hai
Kal ki raat teri na meri
Female : Chaand utha chal toss kare
Chehra tera aur chaal meri
Male : Ishq shava, mushq shava
Ishq shava.. haay
Mushq shava.. haay
Khushamdeed e marhaba
Female : Mila mila mila mila aankh mila
Laga laga laga laga aag laga
Zara zara zara zara paas toh aa..
Khushamdeed e marhaba
Male : Ishq shava.. haay.. haay
Mushq shava.. haay
Male : Dil dariya hai rukta nahi
Paani pe chal ke dekh zara
Female : Baadalon pe paanv rakho kabhi
Unme zameen nahi hoti
Male : Dil ki had behad hogi
Koi laqeer nahi hoti hai
Female : Ishq shava.. haay.. uh uh haay
Mushq shava.. uh uh
Male : Ishq shava.. haay
Mushq shava.. haay
Khushamdeed.. e marhaba
Male & Female : Mila mila mila mila aankh mila
Laga laga laga laga aag laga
Zara zara zara zara paas toh aa
Khushamdeed e marhaba
Female : Ishq shava.. haay
Mushq shava.. haay haay…
Hindi lyrics are not available for this song yet.