Ishq Mastana Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ishq Mastana Song Lyrics is a track from Main Vaapas Aaunga Hindi Film -2026, Starring Diljit Dosanjh, Naseeruddin Shah, Vedang Raina and Sharvari. This song was sung by Mohit Chauhan, Nargis Teji and Pooja Tiwari . Music was composed by A. R. Rahman and lyrics work penned by Irshad Kamil.
Female : Jabar jawani beliyaa meri bulaaye
Aaja be-imaana – aaja be-imaana
Sabar gulaabi jhooth hai
Waqt gaya jo mudke nahin aana
Chorus : Je miliya kadey luk chhip tu haani
Pooriyan reejhan karun kalli kalli kalli
Sachchi jaani saal shaitaani de
Humming : …………….
Male and Chorus : Haman hain ishq mastaana
Haman ko hoshiyaari kya
Haman jab saath hain tere
Haman ko intzaari kya
Male and Chorus : Haman jalwa jawani ka
Haman to baaz na aavein
Haman hain josh sohbat ka
Haman to raat bhar gaavein
Male and Chorus : Haman hain rang honthon ka
Haman honthon ki salwat hain
Haman angdaayi hain teri
Haman hi teri karvat hain
Male and Chorus : Haman hain ishq mastaana
Haman ko hoshiyaari kya
Haman jab saath hain tere
Haman ko intzaari kya
Chorus : Je miliya kade luk chhip tu haani
Pooriyan reejha karun kalli kalli kalli
Sachchi jaani saal shaitaani de
Female : Mastaana
Mastaana
Mastaana
Mastaana
Male : Panj ne dariya jin ki alag hai kahani
Tere husna da dariya vi chadheya toofaani
Main pyasa hun pyaasa hun meetha bataasha hun
Ghul mil tere mein jaana
Na tujhse alag maine hona hai yaar
Yaarana hai apna puraana
Male : Aa raatin raatin
Ghup ne hanere yaara taanwa taanwa balda
Balda ey deeva haani
Male and Chorus : Haman hain ishq mastaana
Haman ko hoshiyaari kya
Haman jab saath hain tere
Haman ko intzaari kya
Male and Chorus : Haman jalwa jawani ka
Haman to baaz na aavein
Haman hain josh sohbat ka
Haman to raat bhar gaavein
Humming : …………….
Hindi lyrics are not available for this song yet.