LYRIC

Singer : Sunidhi Chauhan

Music by : Anand Raj Anand

Female : Ishq na kar ke dariyo
Ishq hi kariyo na
Mar gaye ishq me aashiq..
aashiq baniyo na

Female : Mar gaye ishq me aashiq kitne
Aashiq baniyo na
Mar gaye ishq me aashiq kitne
Aashiq baniyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na

Female : Ishq da rasta bada kathin
Yeh rasta badhhiyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na

Female : Jogiyo ko hay kaise jog lag jate hai
Aashiqo ko pyar wale rog lag jate hai

Female : Akhiyo hi akhiyo me rat kat jati hai
Bhukh mar jati hai nind lut jati hai
Dil na chain se jine dega dil ki suniyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na

Female : Dilwala dhundhta hai dil kaa thikana
Galiyo me ghumta hai banke diwana

Female : Hay sine me lagne de duniya ke tane
Bante hai ban jane de sau fasane
Baat bane toh thik warna jid pe adiyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na

Female : Mar gaye ishq me aashiq kitne
Aashiq baniyo na
Ishq da rasta bada kathin hai
Yeh rasta badhhiyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi ishq kabhi
Ishq kabhi ishq kabhi
Ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT