LYRIC

Singer : Nikhil Uzgare

Music by :  Neeraj Sridhar

Male : Jahan maut bikhri hai wahan
Sansein uga dunga
Zakhmon ke chalon pe
Mein ab marham laga dunga

Male : Jahan maut bikhri hai wahan
Sansein uga dunga
Zakhmon ke chalon pe
Mein ab marham laga dunga

Male : Ranjish ki chingaari mujhe
Pal pal jaalati hai
Dard ko baaki banati hai
Maine kar liya irada
Maine kar liya irada
Irada irada..

Male : Maine kar liya irada
Maine kar liya irada
Irada irada irada..

Male : Zehrili faslo ko
Jado se kaat dunga mein

Male : Maayus aakhon mein umeedein
Baat dunga mein

Male : Zehrili faslo ko
Jado se kaat dunga mein
Maayus aakhon mein umeedein
Baat dunga mein

Male : Wehshi ke khwaabo ki mein
Buniyaad hila dunga
Khaakh mein usko mila dunga
Maine kar liya irada
Maine kar liya irada
Irada irada..

Male : Maine kar liya irada
Maine kar liya irada
Irada irada irada.. hey..

Male : Gumrah jo hai
Unhe rasta dikhayenge
Anjaane gham se
Unhe waakif karayenge

Male : Yeh irada jo kisi ke kaam aayega
Toh humein aaram aayega
Maine kar liya irada
Maine kar liya irada
Irada irada..

Male : Maine kar liya irada
Maine kar liya irada
Irada irada irada..hey..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT