LYRIC

Singers : Jubin Nautiyal and Shashwat Sachdev

Music by : Shashwat Sachdev

Lyrics by : Kumaar

Male : Tere bin iss dil
Ne mar jaana
Itminaan hai mujhe tere sath
Itminaan hai mujhe tere sath

Male : Kya karun duniya
Ke lafzo ka
Itminaan de mujhe teri baat
Itminaan de mujhe teri baat
Teri baat

Male : Ik tu hai bas tu hai
Mujhme ab main hoon kahan
Ik tu hai bas tu hai
Mujhme ab main hoon kahan

Male : Tu mujhme
Reh gaya hai
Mujhme ab main hoon kahan

Male : Tere bin iss dil
Ne mar jaana
Itminaan hai mujhe
Tere sath
Itminaan hai mujhe
Tere sath

Male : Kya karun duniya
Ke lafzon ka
Itminaan de mujhe
Teri baat
Itminaan de mujhe
Teri baat teri baat

Male : Main iss qadar tujhe
Hoon jaanta
Tujhe rooh talak
Hoon pehchanta
Main iss kadar tujhe
Hoon jaanta
Tu bhi khud ko jaane na

Male : Ik tu hai
Bas tu hai
Mujhme ab main
Hoon kahan

Male : Tu mujhme reh gaya hai
Mujhme..

Male : Ik tu hi tu hai
Bas tu hi tu hai
Mujhme ab main
Hoon kahan..

Male : Ik tu hi tu hai
Bas tu hi tu hai
Mujhme ab main
Hoon kahan..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT