Hum Jo Baar Baar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Hum Jo Baar Baar Song Lyrics is a track from Happy Music Hindi Album -2026, Starring Kalash Rohilla and Amardeep Phogat. This song was sung by Saaj Bhatt. Music was composed by Amjad Nadeem Aamir and lyrics work penned by Amjad Nadeem.
Male : Dekhte hi unhe hum deewane hue
Dekhte hi unhe hum deewane hue
Husn ke tere hum pe nishane hue
Male : Kya lafzon mein kahu main taarif ab tumhari
Khud aasman bhi keh raha jaagir tum humari
Dekh ke chehra tera hum madhosh hain
Male : Hum jo baar baar yaad karte hain unhe
Hum jo baar baar yaad karte hain unhe
Saara unki nigaho ka hi dosh hai
Male : Hum jo baar baar yaad karte hain unhe
Hum jo baar baar yaad karte hain unhe
Sara unki nigahon ka hi dosh hai
Sara unki nigahon ka hi dosh hai
Male : Teri aankhon ne meri neend uda rakhi hai
Tu khwabon mein aajana maine palkein bicha rakhi hai
Teri aankhon ne meri neend uda rakhi hai
Tu khwabon mein aajana maine palkein bicha rakhi hai
Male : Sajna sawarna haye kya baat hai tumhari
Aaina khud hai rehta intezaar mein tumhari
Tujhko dekh ke farishte bhi behosh hai
Male : Hum jo baar baar yaad karte hai unhe
Hum jo baar baar yaad karte hai unhe
Sara unki nigahon ka hi dosh hai
Male : Hum jo baar baar yaad karte hai unhe
Hum jo baar baar yaad karte hain unhe
Saara unki nigahon ka hi dosh hai
Sara unki nigahon ka hi dosh hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.